SONG: Jyot Se Jyot Jagaate Chalo, Prem Ki Gangaa Bahaate Chalo - ज्योत से ज्योत जगाते चलो, प्रेम कि गंगा बहाते चलो

Jyot Se Jyot Jagaate Chalo, Prem Ki Gangaa Bahaate Chalo - ज्योत से ज्योत जगाते चलो, प्रेम कि गंगा बहाते चलो

LYRICS:
jyot se jyot jagaate chalo, jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo raah me aaye jo din dukhi raah me aaye jo din dukhi, sabko gale se lagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo kaun hai uncha kaun hai nicha sab me vo hi samaya bhed bhav ke jhuthe bharam me ye manav bharmaya dharm dhwaja, dharm dhwaja fahraate chalo prem ki ganga bahaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo jyot se jyot jagaate chalo, jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo saare jag ke kan kan me hai divy amar ik aatma ek brahm hai ek saty hai ek hi hai parmaatma prano se pran, prano se pran milate chalo prem ki ganga bahaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo jyot se jyot jagaate chalo, jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo