SONG: Jungni Ik Ladki Ka Naam - जुगनी इक लड़की का नाम

Jungni Ik Ladki Ka Naam - जुगनी इक लड़की का नाम

LYRICS:
jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam saare shehar me wo badnaam, jugni se jag saara darta hai bhai tauba tauba karta hai, bhai tauba tauba karta hai jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam saare shehar me wo badnaam, jugni se jag saara darta hai bhai tauba tauba karta hai jugni ko kehte hai log, ho chhoti umar me laaga rog jugni ko kehte hai log, ho chhoti umar me laaga rog jogan ban gayi leke jog, jogan ban gayi leke jog jugni nisdin aahe bharti hai bas preetam preetam karti hai jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jugni albeli mutteyaar, le aa baabu ja baazar dhila kurta tang salwaar, dhila kurta tang salwaar jugni phir sadako ki sair kare rab dilwalo ki khair kare jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jugni haay, jugni haay, jugni haay haay haay jugni haay, jugni haay, jugni haay haay haay ik to uska rang gulabi, duje uske nain sharabi loot gaye mar gaye sab punjabi, loot gaye mar gaye sab punjabi jugni ke do premi pyare hai, ab tak wo kuwaare hai jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam saare shehar me wo badnaam, jugni se jag saara darta hai bhaai tauba tauba karta hai haay haay haay haay haay haay haay haay jugni ka ek preetam pyara, phas gaya mushkil me bechara jugni ka ek preetam pyara, phas gaya mushkil me bechara jugni ne kar diya ishara, jugni ne kar diya ishara rasta dushman ka roka hai chal bhaag ja achchha mauka hai jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam saare shehar me wo badnaam, jugni se jag saara darta hai bhaai tauba tauba karta hai jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam jungni ik ladki ka naam, sabki kar di nind haraam