SONG: Julfo Ko Aap Yu Na - जुल्फों को आप यूँ ना

Julfo Ko Aap Yu Na - जुल्फों को आप यूँ ना

LYRICS:
julfo ko aap yu na sawara karo ishq warna kisi din behek jayega najaro se aap yu na ishara karo husn warana kisi din behek jayega najaro se aap yu na ishara karo jaha bhi jab bhi najar aate ho gajab karate ho sitam dhate ho to kaun kehata hai ke aap chhup chhupake najara karo to kaun kehata hai ke aap chhup chhupake najara karo julfo ko aap yu na sawara karo ishq warna kisi din behek jayega najaro se aap yu na ishara karo tumhare liye to mohabbat hogi hamare liye wo kayamat hogi jo pyar karna hai to rang bhi khushi se gawara karo jo pyar karna hai to rang bhi khushi se gawara karo najaro se aap yu na ishara karo husn warana kisi din behek jayega julfo ko aap yu na sawara karo ye halat dekho hui jati hai na chain aata hai na hay na nind aati hai jo hal hai tumhara wo hal na hamara khudara karo jo hal hai tumhara wo hal na hamara khudara karo julfo ko aap yu na sawara karo ishq warna kisi din behek jayega najaro se aap yu na ishara karo husn warana kisi din behek jayega julfo ko aap yu na sawara karo