Judaa LyricsIshqedarriyaan
LYRICS:
Judaa
Lyrics Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Poori hoke bhi poori na ho saki duaa
Tujhse judaa judaa huaa main judaa hua Mujhse khafa khafa yahan mera
Khuda hua (x3)Kareeb se guzar gaya Kyun mujhko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya mein koi nahi dawaa..Tujhse juda juda huaa, main juda huaa
Mujhse khafa khafa yahan mera
Khuda hua (x3)Bewajah safar mein tha Pal do pal nazar mein tha Bewajah safar mein tha Pal do pal nazar mein tha Khamakha bhatak gaya
Accha bhala dil ghar mein tha Kaise bin tere
hogi ye zindagi bataa
Tujhse juda juda huaa, main juda huaa
Mujhse khafa khafa yahan mera
Khuda hua (x3)Written by:Kumaar More Songs