SONG: Johnny Johnny Haan Ji - जोंनी जोनी हाँ जी

Johnny Johnny Haan Ji - जोंनी जोनी हाँ जी

LYRICS:
johnny johnny haanji tuney pee hai naaji munh ko kholo hawji jhooth boleya naaji johnny johnny haanji tuney pee hai naaji munh ko kholo hawji jhooth boleya naaji no no no no maine pee nahin hai maine pee nahin hai maine pee nahin hai haanji mainu pila di gayi hai pila di gayi hai jo bhi hai sahi hai maza aa rahi hai in the bar in the car iske siyaape hai hazaar peeti rehti hai phir kehti maine pee hai pehli baar in the bar in the car gir gir ke chalta hai yaar peeta rehta phir bhi kehta kal se chhod doonga yaar sunta nahin baap ki aadatein kharab ki har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki sunta nahin baap ki aadatein kharab ki har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki johnny johnny haan ji do dikhte hai naa ji aankhen kholo haww ji jhooth boliya naa ji kabhi birthday kabhi shaadi kabhi poori kabhi aadhi yaaron ne milkey pila di mujhko mujhko mujhko mujhko kabhi happy kabhi tension daily koi naya reason yaara bas chahiye attention tujhko tujhko tujhko tujhko no no no no maine pee nahin hai maine pee nahin hai maine pee nahin hai haanji mainu pila di gayi hai pila di gayi hai zyaada ho gayi hai kal se party nahin hai in the bar in the car gir gir ke chalta hai yaar peeta rehta phir bhi kehta kal se chhod doonga yaar sunta nahin baap ki aadatein kharab ki har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki sunta nahin baap ki aadatein kharab ki har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki