SONG: Jogiya Jogiya Kaha Jane Laga Hai Muh Fer Ke - जोगिया जोगिया कहाँ जाने लगा है मुंह फेर के

Jogiya Jogiya Kaha Jane Laga Hai Muh Fer Ke - जोगिया जोगिया कहाँ जाने लगा है मुंह फेर के

LYRICS:
jogiya jogiya jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya kadar na jani tune kabhi mere pyar ki kadar na jani tune kabhi mere pyar ki khabar na puchi kabhi dile bekarar ki pyar ki khabar na puchi kabhi dile bekarar ki kyu ho gaya bewafa haye jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya jog ye kahe liya preet meri chhod ke jog ye kahe liya preet meri chhod ke zulm kiya re tune dil mera tod ke zulm kiya re tune dil mera tod ke kaisa ye ber liya jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya jag ke nazaro ko bhi tera intazar hai jag ke nazaro ko bhi tera intazar hai meri baharo ko bhi tera intazar hai meri baharo ko bhi tera intazar hai lot bhi aa beriya haye jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya