SONG: Jogi Aaya Leke Sandesha Bhagwan Ka, Dhyaan Dharo Re Bhai - जोगी आया लेके संदेशा भगवान का,ध्यान धरो रे भाई

Jogi Aaya Leke Sandesha Bhagwan Ka, Dhyaan Dharo Re Bhai - जोगी आया लेके संदेशा भगवान का,ध्यान धरो रे भाई

LYRICS:
jogi aaya leke sandesha bhagwan ka jogi aaya leke sandesha bhagwan ka dhyan dharo re bhai dhyan dharo re dhyan dharo re bhai dharam ka iman ka jogi aaya leke sandesha bhagwan ka teri bhalai sath hai tere teri burai sath hai tere jo bhi kiya hai tune yaha re uska natija sath hai tere likh teri karni ka lekha likh teri karni ka lekha jo malik hai jahan ka jogi aaya leke sandesha bhagwan ka chupke se jake soch akele kya kya tune khel hai khele dekha hai tune apna sukh re chahe kitne koi dukh jhele bhul gaya hari din daya mai bhul gaya hari din dayamai wo sathi na dhanwan ka jogi aaya leke sandesha bhagwan ka mat bhatke tu o sansari lobh moh ki hai andhiyari aate jate khayega thoakr padi rahegi daulat sari apne man ke kone me tu apne man ke kone me tu ab deep jalale gyan ka jogi aaya leke sandesha bhagwan ka