SONG: Jogan Bana Ke Piya Chod Gaya - जोगन बनाके पिया छोड़ गया गलियों में

Jogan Bana Ke Piya Chod Gaya - जोगन बनाके पिया छोड़ गया गलियों में

LYRICS:
jogan banake piya chhod gaya galiyo me haye balam bedardi more raja nirmohi haye balam bedardi more raja nirmohi haske hasake dil ko tod gayo galiyo me haske hasake dil ko tod gayo galiyo me haye balam bedardi more raja nirmohi ek tha diwana ek thi diwani kuch tha bachpan kuch thi jawani inhone ki thi preet suhani aaj wahi matwala mukhda mod gayo galiyo me haye balam bedardi more raja nirmohi jogan bana ke piya chhod gayo galiyo me haye balam bedardi more raja nirmohi kismat ne todi bulbul ki jodi us panchhi ki pankh marodi preet laga kar yuhi todi chhalke chhalkaye gagri fod gayo galiyo me haye balam bedardi more raja nirmohi haye balam bedardi more raja nirmohi