SONG: Jo Waqt Pe Kaam Aa Jaye Aji Wohi Sahara Acha Hai - जो वक्त पे काम आ जाये अजी वही सहारा अच्छा है

Jo Waqt Pe Kaam Aa Jaye Aji Wohi Sahara Acha Hai - जो वक्त पे काम आ जाये अजी वही सहारा अच्छा है

LYRICS:
jo waqt pe kam aa jaye aji wahi sahara achha hai agar bura na mano arz karu motar se khatara achha hai humse bate karne ko to motar ka sahara achha hai jaha ladki dekhi fisal gaye ye shok tumhara achha hai jo waqt pe kam aa jaye aji hum to karte hai sewa sewa ka milta hai mewa aji hum to karte hai sewa sewa ka milta hai mewa kuch aur samjh baithi ho tum kismat ka sitara achha hai humse bate karne ko to motar ka sahara achha hai jaha ladki dekhi fisal gaye ye shok tumhara achha hai jo waqt pe kam aa jaye ye mard khusamad karte hai aurat ka chamcha bante hai ye mard khusamad karte hai aurat ka chamcha bante hai chhakada aage motar pichhe ye nazara achha hai humse bate karne ko to motar ka sahara achha hai jaha ladki dekhi fisal gaye ye shok tumhara achha hai jo waqt pe kam aa jaye mardo ke bina madam pyari chalti nahi aurat ki gadi mardo ke bina madam pyari chalti nahi aurat ki gadi ek hath se tali bazti nahi