SONG: Jo Ugta Hai Wo Dhalta Hai - जो उगता है वो ढलता है

Jo Ugta Hai Wo Dhalta Hai - जो उगता है वो ढलता है

LYRICS:
jo ugta hai wo dhalta hai samay ka chakra chalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai samay ka chakra chalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai ye dekho suray ka jalwa subha ko jo nikalta hai ye dekho suray ka jalwa subha ko jo nikalta hai chamkta hai damkta hai magar saanjh ko dhalta hai ye uthne aur girne ka sada hi khel chalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai arey insa akad mat aaj tu apni bulandi par arey insa akad mat aaj tu apni bulandi par na girte der lagti hai samay ki ek manjil par vidhata ne likha jo lekh tale se na talta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai samay ka chakra chalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai jo singhasan pe baitha tha kiya karta tha manmani jo singhasan pe baitha tha kiya karta tha manmani wo nokar banke teri tarha chalta hai arey dhani samay ke samne dar aadmi ka kuch na chalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai lagan panchhi ki pinjar se jise ye tod na sakta lagan panchhi ki pinjar se jise ye tod na sakta ye tuta hai ye tuta hai basera chhod na sakta samay ki ghat kichad se yaha pankaj nikalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai samay ka chakra chalta hai arey manav sambhal ke chal samay karwat badlta hai jo ugta hai wo dhalta hai