SONG: Jo Tum Badle Jahan Badla - जो तुम बदले ज़हाँ बदला

Jo Tum Badle Jahan Badla - जो तुम बदले ज़हाँ बदला

LYRICS:
ishk me mehrumiya nakamiya barbadiya meri kismat me jo, likha hai mujhe malum hai jo tum badle jaha badla, nazar badli zamane ki jo tum badle jaha badla, nazar badli zamane ki ye aasu char baki hai, nishani dil lagane ki jo tum badle jaha badla ujadna isko kahte hai bigadna isko kahte hai ke natin ke rahe na sakh baaki ashiyane ki jo tum badle jaha badla, nazar badli zamane ki jo tum badle jaha badla, nazar badli zamane ki ye aasu char baki hai, nishani dil lagane ki jo tum badle jaha badle jara ruk ja o mere aasuo, bahne se ruk jao abhi to ibtida hai mere, gum ke fasane ki jo tum badle jaha badla, nazar badli zamane ki jo tum badle jaha badla, nazar badli zamane ki ye aasu char baki hai, nishani dil lagane ki jo tum badle jaha badla