SONG: Jo Tera Pyar Na Milta - Prelude:

Jo Tera Pyar Na Milta - Prelude:

LYRICS:
jo tera pyar na milta to kyon jiye hote sada hi maut ki hum aarzoo kiye hote mila tha ek hi dil wo bhi de diya tujhko hazaar dil bihi jo hote tere liye hote meri majaburiyo pe jahan chup raha ye zamin chup rahi, asman chup raha meri majaburiyo pe jahan chup raha ye zamin chup rahi, asman chup raha waqt par kaam ayi na apni zuban kaun kahta mere dard ki dastan waqt par kaam ayi na apni zuban kaun kahta mere dard ki dastan humsafar chup rahe, karavan chup raha ye zamin chup rahi, asman chup raha meri majaburiyo pe jahan chup raha ye zamin chup rahi, asman chup raha jab muhabbat ki duniya mitai gai asman tak bhi meri duhai gai jab muhabbat ki duniya mitai gai asman tak bhi meri duhai gai mera malik, mera razdan chup raha ye zamin chup rahi, asman chup raha meri majaburiyo pe jahan chup raha ye zamin chup rahi, asman chup raha