SONG: Jo Raat Ko Jaldi Soye Aur Subah Ko Jaldi Jaage - जो रात को जल्दी सोये और सुबह को जल्दी जागे

Jo Raat Ko Jaldi Soye Aur Subah Ko Jaldi Jaage - जो रात को जल्दी सोये और सुबह को जल्दी जागे

LYRICS:
jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage jo raat ko jaldi soye lakho ki hai daulat jinki unko nind na aye meri pyari pyari munni bhukhi hi so jaye lakho ki hai daulat jinki unko nind na aye meri pyari pyari munni bhukhi hi so jaye bahe meri jhula iska sapno ke hai dhage bahe meri jhula iska sapno ke hai dhage jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage jo raat ko jaldi soye ghar chhuta aur kismat ruthi chhute jo the apne raste par bhi sokar jisne dekhe mithe sapne ghar chhuta aur kismat ruthi chhute jo the apne raste par bhi sokar jisne dekhe mithe sapne jivan ki har daud me munni raha wo age age jivan ki har daud me munni raha wo age age jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage