SONG: Jo Pehli Mulakat Me Sharmata Hai Gabrata Hai - जो पहली मुलाकात में शर्माता है घबराता है

Jo Pehli Mulakat Me Sharmata Hai Gabrata Hai - जो पहली मुलाकात में शर्माता है घबराता है

LYRICS:
jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai mohabbat ki bate khyalo ke mele tamannao ke mauje ummido ke rele juba chup hai lekin najar kah rahi hai koi hamse ulfat ka paygam lele jo aankh milakar aata hai or aankh chura kar jata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai jara gungunao jara muskurao ho dil me koi gum to use bhul jao agar tum hasi ho hasi hai ye dunia mohabbat ke nagme suno or sunao jo apne hi armano ke tofano se takrata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai