SONG: Jo Naari Tujhe Bhakti Se Pukarti - जो नारी तुझे भक्ति से पुकारती

Jo Naari Tujhe Bhakti Se Pukarti - जो नारी तुझे भक्ति से पुकारती

LYRICS:
jo nari tujhe bhakti se pukarti maa gauri use par tu utarti ho maa gauri use par tu utarti jo nari tujhe bhakti se pukarti maa gauri use par tu utarti ho maa gauri use par tu utarti kuch na kamna ho kuch na mangna jag me mera pal hai maiya teri prarthna ho maiya teri prarthna jo nari tujhe man me nit niharti maa gauri use par tu utarti ho maa gauri use par tu utarti dunia tumhari tum ho hamari khush hai tere raz me raja bikhari ho maiya raja bikhari jo nari tumhare charan pakharti maa gauri use par tu utarti ho maa gauri use par tu utarti phul chadau deep jalau bhakti bhari aarti tujhko dikhau ho maiya tujhko dikhau jo nari teri aarti utarti maa gauri use par tu utarti ho maa gauri use par tu utarti jo nari tujhe bhakti se pukarti maa gauri use par tu utarti ho maa gauri use par tu utarti