SONG: Jo Milna Hai Bhagwan Se To Mil Pehle Insan Se - जो मिलना है भगवान से तो मिल पहले इंसान से

Jo Milna Hai Bhagwan Se To Mil Pehle Insan Se - जो मिलना है भगवान से तो मिल पहले इंसान से

LYRICS:
jo milna hai bhagwan se to mil pahle insan se kaise darshan dega malik dil puchhe darban se jo milna hai bhagwan se to mil pahle insan se kaise darshan dega malik dil puchhe darban se jo milna hai bhagwan se jhute bhed ke bandhan aur ye unch nich ki diware jhute bhed ke bandhan aur ye unch nich ki diware parbhu se kaise milne dengi tujhe bich ki diware tune khud mushkil kar dale ye raste aasan se tune khud mushkil kar dale ye raste aasan se kaise darshan dega malik dil puchhe darban se jo milna hai bhagwan se lakh chatur tu bane magar wo sabse bada siyana hai lakh chatur tu bane magar wo sabse bada siyana hai apna aash chhupakar bunta jag ka tana bana hai chaturai na bhaye use wo pyar kare anjan se chaturai na bhaye use wo pyar kare anjan se kaise darshan dega malik dil puchhe darban se jo milna hai bhagwan se uska hona hai jo tujhko bando ka tu ho ja apna aap mita de murakh aur usi me kho ja uska hona hai jo tujhko bando ka tu ho ja apna aap mita de murakh aur usi me kho ja nicha kar wo kam nikale jo nikle na man se kaise darshan dega malik dil puchhe darban se jo milna hai bhagwan se to mil pahle insan se kaise darshan dega malik dil puchhe darban se jo milna hai bhagwan se