SONG: Jo Main Jaanati Unake Liye - जो मैं जानती उनके लिये

Jo Main Jaanati Unake Liye - जो मैं जानती उनके लिये

LYRICS:
jo main jaanti unke liye jo main jaanti unke liye mere dil me kitna pyar hai itna pyar main karti kyun itna pyar main karti kyun jo main jaanti unke liye jo main soch samajh ke chalti, had se baat gujarti kyun jo main soch samajh ke chalti, had se baat gujarti kyun anjane naino se ulajh ke jeete ji main marti kyun anjane naino se ulajh ke jeete ji main marti kyun jiteji main marti kyun itna pyar main karti kyun jo main jaanti unke liye mere dil me kitna pyar hai itna pyar main karti kyun itna pyar main karti kyun jo main jaanti unke liye hardam ulajhi lat se uljhu hardam ulajhi lat se uljhu kajal pheru akhiyan me kajal pheru akhiyan me wo jo na aate to main itna banti aur sawarti kyun wo jo na aate to main itna banti aur sawarti kyun banati aur sawarti kyun itna pyar main karti kyun jo main jaanti unke liye mere dil me kitna pyar hai itna pyar main karti kyun itna pyar main karti kyun jo main jaanti unke liye haaye re mitha dard jigar ka, haaye re pehla pehla pyar haaye re mitha dard jigar ka, haaye re pehla pehla pyar jo main jaanti ye sab hoga, iss mushkil me padti kyun jo main jaanti ye sab hoga, iss mushkil me padti kyun iss mushkil me padti kyun itna pyar main karti kyun ho jo main jaanti unke liye mere dil me kitna pyar hai itna pyar main karti kyun itna pyar main karti kyun jo main jaanti unke liye