SONG: Jo Karke Gaye Barbaad Hame Aati Hai Unki Yaad - जो करके गए बर्बाद हमे आती है उनकी याद

Jo Karke Gaye Barbaad Hame Aati Hai Unki Yaad - जो करके गए बर्बाद हमे आती है उनकी याद

LYRICS:
jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad hume aati hai unki yaad hume jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad hume aati hai unki yaad hume apne begaane chhod gaye de gaye hume duniya ke gam takdir me rona likha hai, takdir ko kyo na roye hum takdir ko kyo na roye hum jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad hume aati hai unki yaad hume arama bhare dil ki duniya basne se pahle ujad gayi basne se pahle ujad gayi jo preet badariya chhai thi bin barse hi vo gujar gayi bin barse hi vo gujar gayi jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad hume aati hai unki yaad hume kit jaaye tute dil ko liye hum duniya ke thukraaye hai hum duniya ke thukraaye hai naa tadap mite na dard ghate vo chot jigar pe khaaye vo chot jigar pe khaaye jo karke gaye barbaad hume aati hai unki yaad hume aati hai unki yaad hume