SONG: Jo Kal Banaya Tha Aashiyana - जो कल बनाया था आशियाना

Jo Kal Banaya Tha Aashiyana - जो कल बनाया था आशियाना

LYRICS:
jo kal banaya tha aashiyana wo aaj gir kar bikhar gaye hain jo kal banaya tha aashiyana are jamane ye julm karke bata bhala tujhko kya mila hain jo kal banaya tha aashiyana wo aaj gir kar bikhar gaye hain jo kal banaya tha aashiyana na raat ki jholiyo me dekha na din ke daaman me chain paya na raat ki jholiyo me dekha na din ke daaman me chain paya na unki aankho me bas sake ham ye zindagi hain wo maut kya hain jo kal banaya tha aashiyana wo aaj gir kar bikhar gaye hain jo kal banaya tha aashiyana agar koi haal mera puchhe gam-e-mohabbat tu unse kahana agar koi haal mera puchhe gam-e-mohabbat tu unse kahana ki aansu pahle se ghat gaye hain aur dard pahle se badh gaya hain jo kal banaya tha aashiyana wo aaj gir kar bikhar gaye hain jo kal banaya tha aashiyana are jamane ye julm karke bata bhala tujhko kya mila hain jo kal banaya tha aashiyana