SONG: Jo Hum Pe Guzarti Hai, Tanha Kise Samjhaye, Tum Bhi Toh Nahi Milte - जो हम पे गुज़रती है तन्हा किसे समझाये

Jo Hum Pe Guzarti Hai, Tanha Kise Samjhaye, Tum Bhi Toh Nahi Milte - जो हम पे गुज़रती है तन्हा किसे समझाये

LYRICS:
jo hum pe gujarti hai tanha kise samjhaye tanha kise samjhaye tum bhi to nahi milte, jaye to kidhar jaye jaye to kidhar jaye samjha hai na samjhega is gam ko yaha koi bedardo ki basti hai, hamdard kaha koi jo sirf tumhara hai, wo dil kise dikhlaye wo dil kise dikhlaye jo hum pe gujarti hai tanha kise samjhaye tanha kise samjhaye jab jaan-e-wafa teri furbat na sataegi wo subah kab aayegi, wo sham kab aayegi kab tak dil-e-nadan ko hum wado se bahlaye hum wado se bahlaye tum bhi to nahi milte jaye to kidhar jaye jaye to kidhar jaye aaja ke mohabbat ki mitne ko hai taswire aaja ke mohabbat ki mitne ko hai taswire pahre hai nigaho pe aur paanv me janjire bas me nahi warna hum ud ke chale aaye mud ke chale aaye bas me nahi warna hum uud ke chale aaye ud ke chale aaye jo hum pe gujarti hai tanha kise samjhaye tanha kise samjhaye