SONG: Jo Din Beet Gaye - जो दिन बीत गये जो दिन बीत गये

Jo Din Beet Gaye - जो दिन बीत गये जो दिन बीत गये

LYRICS:
jo din beet gaye jo din beet gaye manwa unko yaad na kar yaad na kar manwa unko yaad na kar yaad na kar jeevan jakar fir na aaye jeevan jakar fir na aaye jeewan ko barbad na kar jo din beet gaye manwa unko yaad na kar yaad na kar suraj dube chhaye andhera suraj dube chhaye andhera bhor huyi laut aaye savera bhor huyi laut aaye savera sham savera khel jag ka sham savera khel jag ka dukh mein sukh ko yaad na kar yaad na kar dukh mein sukh ko yaad na kar yaad na kar jo din beet gaye manwa unko yaad na kar yaad na kar neer bhre naino ke pichhe neer bhre naino ke pichhe sukh ki duniya dard hai sukh ki duniya dard hai tu jab kismat ko rota hai tu jab kismat ko rota hai kismat tujh par hansti hai kismat tujh par hansti hai kismat tujhko lakh rulaye kismat tujhko lakh rulaye fir bhi tum fariyaad na kar fir bhi tum fariyaad na kar fir bhi tum fariyaad na kar jo din beet gaye manwa unko yaad na kar yaad na kar