SONG: Jo Dil Ko Chod Surat Pe Mare - जो दिल को छोड़ सूरत पे मरे

Jo Dil Ko Chod Surat Pe Mare - जो दिल को छोड़ सूरत पे मरे

LYRICS:
jo dil ko chhod surat pe mare jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare mukhade ka roop do pal ki dhup kya aitbar iska mukhade ka roop do pal ki dhup kya aitbar iska dil ka jahan har dam jawan sacha hai pyar iska jo dil ko chhod surat pe mare badnam pyar ka nam kare badnam kare ji badnam kare jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare surat na dekh ye hai fareb dhokhe me aa na jana surat na dekh ye hai fareb dhokhe me aa na jana dil hai haseen to sab kuch haseen dil hi se lau lagana jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare jalwa hai rang dil hai khumar chadh kar kabhi na tute jalwa hai rang dil hai khumar chadh kar kabhi na tute ho ek baar dil se jo pyar to fir kabhi na chhute jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare jo dil ko chhod surat pe mare badnaam pyar ka naam kare badnam kare ji badnam kare