SONG: Jo Dil Ki Tadap Na Jane Usi Se Mera Pyar Ho Gaya - जो दिल की तड़प ना जाने उसी से मेरा प्यार हो गया

Jo Dil Ki Tadap Na Jane Usi Se Mera Pyar Ho Gaya - जो दिल की तड़प ना जाने उसी से मेरा प्यार हो गया

LYRICS:
jo mai aisa janti preet kiye dukh hoye nagar dhindhora pitti preet na kariyo koi jo dil ki thadap na jane jo dil ki thadap na jane usi se mera pyar ho gaya usi se mera pyar ho gaya o more ram ji jo dil ki thadap na jane jo dil ki thadap na jane usi se mera pyar ho gaya hay usi se mera pyar ho o more ram ji sari duniya maine saj ke sari duniya maine saj ke chun liye kante phul samjh ke rah gaya dhaman aur uljh ke mehnga pada dil lagana jo dil ki thadap na jane jo dil ki thadap na jane usi se mera pyar ho gaya hay usi se mera pyar ho o more ram ji haye re iski sina jori haye re iski sina jori karke mere dil ki chori sath mai le ke dujhi chori tan ke khada hai diwana jo dil ki thadap na jane jo dil ki thadap na jane usi se merapyar ho gaya hay usi se mera pyar ho gaya oye hoye ram ji