SONG: Jo Dil Hi Todna Tha - जो दिल ही तोड़ना था

Jo Dil Hi Todna Tha - जो दिल ही तोड़ना था

LYRICS:
jo dil hi todna tha kyu diya phir aasra tune jo dil hi todna tha kyu diya phir aasra tune utha tufa to kashti chhod di ye kya kiya tumne utha tufa to kashti chhod di ye kya kiya tumne tumhe apna samjh kar dil diya tha maine ulfat me maine ulfat me tumhe aisa na karna tha bada dhokha diya tumne tumhe aisa na karna tha bada dhokha diya tumne jo dil hi todna tha kyu diya phir aasra tune kaha tha humne jamane me wafa ko naam kar denge naam kar denge magar kya khub se hamse nibhai hai wafa tumne magar kya khub se hamse nibhai hai wafa tumne jo dil hi todna tha kyu diya phir aasra tune jo dil hi todna tha kyu diya phir aasra tune