SONG: Jo Bhule Hai Tujhe Ae Dil Unhe Tu Yaad Karta Ja - जो भूले है तुझे ऐ दिल उन्हें तू याद करता जा

Jo Bhule Hai Tujhe Ae Dil Unhe Tu Yaad Karta Ja - जो भूले है तुझे ऐ दिल उन्हें तू याद करता जा

LYRICS:
jo bhule hai tujhe ae dil unhe tu yaad karta ja pasand aaye unhe fariyad toh fariyad karta ja jo bhule hai tujhe ae dil unhe tu yaad karta ja milaye the kabhi jo hath tune mere hatho se milaye the kabhi jo hath tune mere hatho se mere hatho se unhi hatho se ab dunia meri barbad karta ja unhi hatho se ab dunia meri barbad karta ja jo bhule hai tujhe ae dil unhe tu yaad karta ja chala tu ruthkar ye zindagi ek kaid hai baalam chala tu ruthkar ye zindagi ek kaid hai baalam kaid hai baalam tu mujhko zindagi ki kaid se aazad karta ja tu mujhko zindagi ki kaid se aazad karta ja jo bhule hai tujhe ae dil unhe tu yaad karta ja