SONG: Jo Bhi Buraa Bhalaa Hai, Allaah Jaanataa Hai - जो भी बुरा भला हैं, अल्लाह जानता हैं

Jo Bhi Buraa Bhalaa Hai, Allaah Jaanataa Hai - जो भी बुरा भला हैं, अल्लाह जानता हैं

LYRICS:
jo bhi bura bhala hain, allah janta hain jo bhi bura bhala hain, allah janta hain bande ke dil me kya hain, allah janta hain ye farsho arsh kya hain, allah janta hain ye farsho arsh kya hain, allah janta hain pardo me kya chhipa hain, allah janta hain ja kar jaha se koyi, wapas nahi hain aata ja kar jaha se koyi, wapas nahi hain aata wo kaun si jagah hain, allah janta hain neki badi ko apni, kitna hi tu chhipaye neki badi ko apni, kitna hi tu chhipaye allah ko pata hain, allah janta hain allah ko pata hain, allah janta hain ye dhup chhanv dekho, ye subah shaam dekho ye dhup chhanv dekho, ye subah shaam dekho sab kyu ye ho raha hain, allah janta hain kismat ke naam ko to, sab jante hain lekin kismat ke naam ko to, sab jante hain lekin kismat me kya likha hain, allah janta hain jo bhi bura bhala hain, allah janta hain bande ke dil me kya hain, allah janta hain ye farsho arsh kya hain, allah janta hain pardo me kya chhipa hain, allah janta hain allah janta hain, allah janta hain allah janta hain, allah janta hain allah janta hain, allah janta hain allah janta hain, allah janta hain