SONG: Jiyo Jiyo Mere Laal - जियों जियों मेरे लाल

Jiyo Jiyo Mere Laal - जियों जियों मेरे लाल

LYRICS:
jiyo jiyo mere lal teri tedhi tedhi chal tune aaj khel khel me kamal kar diya ho maar maar dushmano ka bura hal kar diya jiyo jiyo mere lal teri tedhi tedhi chal tune aaj khel khel me kamal kar diya ho maar maar dushmano ka bura hal kar diya jiyo jiyo mere lal teri aan ban shan pe jahan kurban tu hai veer randhir baka hind ka jawan baka hind ka jawan tik tik tik tik jo lagayi tune kik bairiyo ki khopdi ko footbal kar diya ho maar maar maar maar bura hal kar diya jiyo jiyo mere lal dosto sab ki madad se kam ho insan ka dosto sab ki madad se kam ho insan ka jang me ladte sipahi or nam ho kaptan ka maine kam kya kiya sabne sath jo diya unki pant ko kat ke rumal kar diya jiyo jiyo mere lal teri tedhi tedhi chal tune aaj khel khel me kamal kar diya ho maar maar dushmano ka bura hal kar diya jiyo jiyo mere lal ho kaise jiye lal tumhara roye bukha pet bechara dekho baj gaye pone barah dekho baj gaye pone barah kaho ji bhojan kaha hamara kaho ji bhojan kaha hamara bhojan kaha hamara bhojan kaha hamara lao halwa puri dal ho gaya hai bura hal ab to chuho ne pet me dhamaal kar diya nach nach nach bura hal kar diya jiyo jiyo mere lal are teri jhatpat bukh mitata hu are nahi pal bhar der lagata hu are manegar ko bulwata hu kaha chupe ho ho bhojan ke bhagwan hamare aao kaha chupe ho ho bhojan ke bhagwan hamare aao dekho manager bhag raha hai pakdo pakdo jane na paye dekho manager bhag raha hai jan de denge jane na denge jan de denge jane na denge jan de denge pran de denge fir bhi tumhe jane na denge hamne dhandha kya kiya kisi ne chanda na diya hamne dhandha kya kiya kisi ne chanda na diya jhuth bol bol club ko kangal kar diya bin chande ye bande ka hal kar diya