SONG: Jiyenge Magar Muskuraa Na Sakenge - जीयेंगे मगर मुस्कुरा ना सकेंगे

Jiyenge Magar Muskuraa Na Sakenge - जीयेंगे मगर मुस्कुरा ना सकेंगे

LYRICS:
jiyege magar muskura na sakenge jiyege magar muskura na sakenge ki ab zindgi me mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai labo pe taraane ab aa na sakenge labo pe taraane ab aa na sakenge ki ab zindagi me mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai bahaare chaman me jab aaya karegi nazaaro ki mahfil sajaya karegi bahaare chaman me jab aaya karegi nazaaro ki mahfil sajaya karegi nazare bhi humko hansa na sakenge nazare bhi humko hansa na sakenge ki ab zindagi me mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai jawani jo layegi sawan ki raate zamana karega mohabbat ki baate jawani jo layegi sawan ki raate zamana karega mohabbat ki baate magar hum ye sawan mana na sakenge magar hum ye sawan mana na sakenge ki ab zindagi me mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai labo pe taraane ab aa na sakenge ki ab zindagi me mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai