SONG: Jiyenge Magar Muskura Naa Sakenge - जियेंगे मगर मुस्कुरा ना सकेंगे

Jiyenge Magar Muskura Naa Sakenge - जियेंगे मगर मुस्कुरा ना सकेंगे

LYRICS:
jiyenge magar muskura na sakege jiyenge magar muskura na sakege ki ab zindagi mein mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai labo pe frane ab aa na sakenge labo pe frane ab aa na sakenge ki ab zindagi mein mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai bahare chaman mein jagaya karegi najaro ki mahfil sataya karegi bahare chaman mein jagaya karegi najaro ki mahfil sataya karegi nazare bhi humko hata na sakege nazare bhi humko hata na sakege ki ab zindagi mein mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai jawani bulayegi sawan ki rate jamana kahega mohabbat ki bate bahare chaman mein jagaya karegi najaro ki mahfil sataya karegi magar ham ye sawan mana na sakege magar ham ye sawan mana na sakege ki ab zindagi mein mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai labo pe frane ab aa na sakenge ki ab zindagi mein mohabbat nahi hai mohabbat nahi hai