SONG: Jiyenge Jab Talak Ham Unki Baate Yaad Aayengi - जियेंगे जब तलक हम उनकी बातें याद आयेंगी

Jiyenge Jab Talak Ham Unki Baate Yaad Aayengi - जियेंगे जब तलक हम उनकी बातें याद आयेंगी

LYRICS:
jiyenge jab talak ham unki baate yaad aayengi khushi ki chhaanv me guzari wo raate yaad aayengi maine kyaa kiya, sitam ye maine kyaa kiya ik saathi milaa thaa ulfat ka usko bhi kho diya maine kyaa kiya, sitam ye maine kyaa kiya ik saathi milaa thaa ulfat ka usko bhi kho diya maine kyaa kiya khoi hui kisi ki wo surat nazar me hai dil me hai zakhm daag-e-mohabbat jigar me hai dil me hai zakhm daag-e-mohabbat jigar me hai ek chahne waale ko maine badla kyaa diya maine kyaa kiya, sitam ye maine kyaa kiya ik saathi milaa thaa ulfat ka usko bhi kho diya maine kyaa kiya chubhne lagi hai ab to chubhne lagi hai ab to in aankho me nind bhi chubhne lagi hai ab to in aankho me nind bhi haatho se apne lut li apni hi zindagi haatho se apne lut li apni hi zindagi rote hai unki yaad me kismat se kyaa gila maine kyaa kiya, sitam ye maine kyaa kiya ik saathi milaa thaa ulfat ka usko bhi kho diya maine kyaa kiya dil ki ye aarzu hai phir aahe bhara kare unko bithaa ke saamane baate kiya kare unko bithaa ke saamane baate kiya kare ruthaa hai koi dard mere dil me rah gaya maine kyaa kiya, sitam ye maine kyaa kiya ik saathi milaa thaa ulfat ka usko bhi kho diya maine kyaa kiya