SONG: Jiya Nahi Lage Ho Balam Ghar Aaja Re Ho Sajan Ghar Aaja - जिया नहीं लागे हो बलम घर आजा रे हो सजन घर आजा

Jiya Nahi Lage Ho Balam Ghar Aaja Re Ho Sajan Ghar Aaja - जिया नहीं लागे हो बलम घर आजा रे हो सजन घर आजा

LYRICS:
jiya nahi laage ho mera mna nahi laage tere bina balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja ho balam ghar aaja jiya nahi laage ho mera mna nahi laage tere bina balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja ho balam ghar aaja chhod gayi mohe baali umariya ho baali umariya o chali jawani nayi dagariya ho, nayi dagariya o hardam dar hai ho mohe hardam dar hai mitne ka balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja ho balam ghar aaja raat raat mohe nind na aaye ho nind na aaye o jane kiski yaad sataye ho yaad sataye chhup jaye chanda ho o haye chhup jaye chanda aankh laga balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja ho balam ghar aaja chhed chhed mohe puchhe sakhiya ho puchhe sakhiya kisko dhundhe teri ankhiya ho teri ankhiya ho kya batlau ho main kya batlau tu hi bata balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja ho balam ghar aaja jiya nahi laage ho mera mna nahi laage tere bina balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja ho balam ghar aaja