SONG: Jiya Lehraye Khushi Me Uda Jaye - जिया लहरायें ख़ुशी में उड़ा जाये

Jiya Lehraye Khushi Me Uda Jaye - जिया लहरायें ख़ुशी में उड़ा जाये

LYRICS:
o jiya lahraye khushi me uda jaye na jane ise kya ho gaya o jiya lahraye khushi me uda jaye na jane ise kya ho gaya o chhed di ragini in hawao ne kya rang bikhra diye in ghatao ne kya o chhed di ragini in hawao ne kya rang bikhra diye in ghatao ne kya o kali khil jaye mera dil gaaye na jane ise kya ho gaya o jiya lahraye khushi me uda jaye na jane ise kya ho gaya o aaj mane nahi haye meri najar lakh roku ise jane dekhe kidhar o aaj mane nahi haye meri najar lakh roku ise jane dekhe kidhar o kabhi muskaye kabhi ye sharmaye na jane ise kya ho gaya o jiya lahraye khushi me uda jaye na jane ise kya ho gaya o dil ki dhadkan bhi kya geet gaane lagi mujhe apne se bhi shram aane lagi o dil ki dhadkan bhi kya geet gaane lagi mujhe apne se bhi shram aane lagi o aankh jhuk jaye kadam ruk jaye na jane ise kya ho gaya o jiya lahraye khushi me uda jaye na jane ise kya ho gaya