SONG: Jiya Lahar Lahar Laharaye Ki Man Lalchaye - जिया लहर लहर लहराये जिया लहर लहर लहराये

Jiya Lahar Lahar Laharaye Ki Man Lalchaye - जिया लहर लहर लहराये जिया लहर लहर लहराये

LYRICS:
jiya lahar lahar lahraye jiya lahar lahar lahraye ke man lalchaye geet koi gaye re sapne mere jiwan ke muskaye jiya lahar lahar lahraye ke man lalchaye geet koi gaye re sapne mere jiwan ke muskaye jiya lahar lahar lahraye koi chup chup koi chup chup nain milaye ki paas bulaye re koi chup chup nain milaye ki paas bulaye re meri kali kali khil jaye re najar jhuk jaye husn sharmaye re dhadak jiya jaye re ho man mora panchi ban ud jaye jiya lahar lahar lahraye ab chamak chandani raate hongi raate ab hil mil unse baate hongi baate ab chamak chandani raate hongi raate ab hil mil unse baate hongi baate vo kahange mujhse rani badi meharbani idhar to aao tadap jiya jaye kahungi tohe laj sharam nahi aaye jiya lahar lahar lahraye ke man lalchaye geet koi gaye re sapan mere jewan ke muskaye jiya lahar lahar lahraye