SONG: Jiya Kho Gaya O Tera Ho Gaya - जिया खो गया ओ हो तेरा हो गया

Jiya Kho Gaya O Tera Ho Gaya - जिया खो गया ओ हो तेरा हो गया

LYRICS:
jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya gair hai phir bhii tu mujhko apna lage terii har baat chahat ka sapna lage gair hai phir bhii tu mujhko apna lage terii har baat chahat ka sapna lage jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya uthate uthate jhuku, jhukte jhukte uthu aur takra gai do nigahe phul se khil gaye dil se dil mil gaye jaise milti hai manzil se rahe uthate uthate jhuku, jhukte jhukte uthu aur takra gai do nigahe phul se khil gaye dil se dil mil gaye jaise milti hai manzil se rahe jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya mujhko apne pe bhii laaj aane lagii mai akele me chhup chhup ke gane lagi mujhko apne pe bhii laaj aane lagii mai akele me chhup chhup ke gane lagi jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya ho tera ho gaya mai kahu to kahu kaise ho jiya kho gaya