SONG: Jiya Dole Ho Jiya Dole Kisi Ke Khayaal Me Jiya Dole - जिया डोले हो जिया डोले जिया डोले हो जिया डोले

Jiya Dole Ho Jiya Dole Kisi Ke Khayaal Me Jiya Dole - जिया डोले हो जिया डोले जिया डोले हो जिया डोले

LYRICS:
jiya dole ho jiya dole jiya dole ho jiya dole kisi ke khyaal me jiya dole panchi phadhke o panchi phadhke panchi phadhke o panchi phadhke jiya dole ho jiya dole kisi ke khyaal me jiya dole tumko paaya to pate hi dil kho gaya aankho aankho me kya jane kya ho gaya ab se pahle to ab se pahle to dil to na tha iss haal me jiya dole kisi ke khyaal me jiya dole jiya dole ho jiya dole jiya dole ho jiya dole kisi ke khyaal me jiya dole aankho aankho ka aankho aankho ka ye mel hota raha baaji lagti rahe khel hota rahe hum to filhal hum to filhal mohabbat ke jaal me panchi phadhke o panchi phadhke panchi phadhke o panchi phadhke jiya dole ho jiya dole jiya dole ho jiya dole kisi ke khyaal me jiya dole