SONG: Jiya Dhadak Dhadak Aana Balam More Aana - जिया धड़क धड़क, आना बलम मोरे आना

Jiya Dhadak Dhadak Aana Balam More Aana - जिया धड़क धड़क, आना बलम मोरे आना

LYRICS:
jiya dhadak dhadak, aankh fadak fadak tadpaaye, tum aao to jaana jaaye aana piya more, aana balam more aana sajan more aana ho karna na bahana, piya karna na bahana aana piya more, aana balam more aana sajan more aana ho karna na bahana, piya karna na bahana aana piya more tum chand bano main banu chakori tum shyaam bano tum shyaam bano, main radha tori tum shyaam bano tum shama to main parwana balam more aana sajan more aana ho karna na bahana, piya karna na bahana aana piya more tum aankh bano main din ban jaun tum jaan bano tum jaan bano, main dil ban jaaun main dil ban jaaun ye dil hai tera diwana balam more aana sajan more aana ho karna na bahana, piya karna na bahana aana piya more tum raag bano main saaz banungi tum geet bano tum geet main awaaz banungi haa awaaz banungi milne ka hai ye zamana balam more aana sajan more aana ho karna na bahana, piya karna na bahana aana piya more, aana balam more aana sajan more aana ho karna na bahana, piya karna na bahana aana piya more