SONG: Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko - जीवन के सफ़र में राही, मिलते है बिछड़ जाने को

Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko - जीवन के सफ़र में राही, मिलते है बिछड़ जाने को

LYRICS:
jivan ke safar me raahi milte hain bichhad jane ko aur de jaate hain yaaden tanhaai me tadapaane ko ro ro ke inhi raahon me khona pada ek apne ko o o ro ro ke inhi raahon me khona pada ek apne ko hans hans ke inhi raaho me apnaya tha begaane ko jivan ke safar me raahi milte hain bichhad jane ko aur de jaate hain yaaden tanhaai me tadapaane ko tum apni nayi duniya me kho jaao paraaye bankar aa aa aa tum apni nayi duniya me kho jaao paraaye bankar ji paaye to ham ji lenge marne ki saja paane ke jivan ke safar me raahi milte hain bichhad jane ko aur de jaate hain yaaden tanhaai me tadapaane ko