SONG: Jiunga Jab Talak Tere Fasaane Yaad Aayenge - जीऊंगा जब तलक तेरे फ़साने याद आयेंगे

Jiunga Jab Talak Tere Fasaane Yaad Aayenge - जीऊंगा जब तलक तेरे फ़साने याद आयेंगे

LYRICS:
jiyunga jab talak tere fasaane yaad aayenge jiyunga jab talak tere fasaane yaad aayenge kasak bankar mohabbat ke taraane yaad aayenge mujhe to zindagi bhar ab teri yaado pe jinaa hai mujhe to zindagi bhar ab teri yaado pe jinaa hai teri yaado pe jinaa hai tujhe bhi kya kabhi guzare zamaane yaad aayenge tujhe bhi kya kabhi guzare zamaane yaad aayenge kahi gunjegi shahnaai to legaa dard angdaai kahi gunjegi shahnaai to legaa dard angdaai to legaa dard agdaai hazaaro gam tere gam ke bahaane yaad aayenge hazaaro gam tere gam ke bahaane yaad aayenge jiyunga jab talak tere fasaane yaad aayenge