SONG: Jitna Bhulaoge Mujhe Utna Hi Main Yaad Aaunga - जितना भुलाओगे मुझे उतना ही मैं याद आऊंगा

Jitna Bhulaoge Mujhe Utna Hi Main Yaad Aaunga - जितना भुलाओगे मुझे उतना ही मैं याद आऊंगा

LYRICS:
jitna bhulaoge mujhe utna hi main yad aaunga jitna bhulaoge mujhe utna hi main yad aaunga jitna bhulaoge dil ki khushi le jaunga dil se bhula kar dekh lo dag ae jigar ban jaunga daman bacha kar dekh lo aankho hi me chhip jaunga aankhe chura kara dekh lo dil ki tadap bankar tumhe umarbhar tadpaunga jitna bhulaoge mujhe utna hi main yad aaunga jitna bhulaoge mujhko bhulana chahte ho to bhula kar dekh lo gar aajmana chahte ho aajma kar dekh lo jao kisi ki aankh se aankhe mila kar dekh lo har aankh ki putali me main tumko najar aa jaunga jitna bhulaoge mujhe utna hi main yad aaunga jitna bhulaoge