SONG: Jitna Bana Sako Diwana Bana Do - जितना बना सको दीवाना बना दो

Jitna Bana Sako Diwana Bana Do - जितना बना सको दीवाना बना दो

LYRICS:
jitna bana sako deewana bana do pyar ke do pal ko fasana bana do jitna bana sako deewana bana do pyar ke do pal ko fasana bana do haan jitna bana sako hoton pe aakar, ruki hai jo baate wo kehne ko tum se, chhoti hai ye raate zara bekhudi se, tum apni keh do abhi aur karni hai sanam mulakaate khayalo ko mere tarane bana do pyar ke do pal ko fasana bana do haan jitna bana sako deewana bana do pyar ke do pal ko fasana bana do haan jitna bana sako