SONG: Jisne Tera Naam Liya - जिसने तेरा नाम लिया

Jisne Tera Naam Liya - जिसने तेरा नाम लिया

LYRICS:
moraya re bappa moraya re moraya bappa moraya re moraya re bappa moraya re moraya bappa moraya re moraya re bappa moraya re ganapati bappa moraya ganapati bappa moraya jisne tera naam liya uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya ganapati bappa moraya mangal murti moraya shankar suman bhawani nandan, he gajawadan mahan riddhi siddhi ke tum ho swami, tum sabke bhagawan mangal data buddhi vidhata, aisa do waradan karu wandana teri jab tak tan mein rahe ye praan karu wandana teri jab tak tan mein rahe ye praan ham hai bhawasagar ki lahare tum ho nirmal phul hamko nath shama kar dena ho jaye jo bhul tujhko pranam karte hai ham shraddha ke ye phul ham tar jaaye mil jaye jo charano ke ye dhul ham tar jaaye mil jaye jo charano ke ye dhul niradhar ke is dharati pe tum hi ho aadhar kabhi band na hua tumhari daya daan ka dwaar tumse hi to bhare huye hai gyan ke ye bhandar ham kya sare dev tumhari karte jaye jayakar