SONG: Jisne Pyar Kiya Uska Dushman Zamana - जिसने प्यार किया उसका दुश्मन ज़माना

Jisne Pyar Kiya Uska Dushman Zamana - जिसने प्यार किया उसका दुश्मन ज़माना

LYRICS:
jisne pyar kiya uska dushman zamana haye ye mere dil ne pahle na jana jisne pyar kiya uska dushman zamana haye ye mere dil ne pahle na jana yaad jo aaye tujhe biti bahar ki kasam hai tujhe apne pahle pahle pyar ki yaad jo aaye tujhe biti bahar ki kasam hai tujhe apne pahle pahle pyar ki yaad na aana nahi to hansega zamana ye mere dil ne pahle na jana jisne pyar kiya uska dushman zamana haye ye mere dil ne pahle na jana tera bhi dosh nahi mera bhi dosh nahi mujh pe wo biti hai ab mujhe hosh nahi ram nahi jane ab kis dar hai jana ye mere dil ne pahle na jana jisne pyar kiya uska dushman zamana haye ye mere dil ne pahle na jana