SONG: Jisne Jalaya Aashiya - जिसने जलाया आशिया उसको सलाम हो

Jisne Jalaya Aashiya - जिसने जलाया आशिया उसको सलाम हो

LYRICS:
jisne jalaya aashiya usko salaam ho jisne jalaya aashiya usko salaam ho jisne girayi bijliya jisne girayi bijliya usko salaam ho dard ban ke aaye kyu dard ban ke aaye kyu aah ban ke jaye kyu aah ban ke jaye kyu aaye kyu jaye kyu aaye kyu jaye kyu jo le raha hain imtihaan usko salaam ho jo le raha hain imtihaan usko salaam ho bichhada hai mujhse bagbaan bichhada hai mujhse bagbaan ab vo kaha main kaha ab vo kaha main kaha laya bhaar me fiza usko salaam ho laya bhaar me fiza usko salaam ho bakshi hume barbadiya bakshi hume barbadiya de gaye namuradiya de gaye namuradiya jisne mita diya nisaan usko salaam ho jisne mita diya nisaan usko salaam ho jisne jalaya aashiya usko salaam ho jisne jalaya aashiya usko salaam ho