SONG: Jiske Pyar Me Aatho Pahar Main - जिसके प्यार में आठो पहर मैं

Jiske Pyar Me Aatho Pahar Main - जिसके प्यार में आठो पहर मैं

LYRICS:
jiske pyar me aatho pahar mai rahti hu aajkal gum kya wahi to nahi ho tum mujhe kya malum jiske rup ko dekh ke ek din mai hua tha chakit gumsum kya wahi to nahi ho tum mujhe kya malum ek baat mai tumse puchhu kyu lagte ho pahchane se ek baat mai tumse puchhu kyu lagte ho pahchane se kabhi kabhi aisa bhi hai hota kahi ankhiya lad jane se jisko dekhte hi bikhra tha mere galo pe kumkum kya wahi to nahi ho tum mujhe kya malum mujhe jab se lubhaya kisi ne rahti hu mai khoi khoi apna bhi to haal yahi hai meri ankhiyo me bhi hai koi jis jadugar ne jaga di mere payal me chhum chhum kya wahi to nahi ho tum mujhe kya malum tum kaun ho ab to bata do achha na kisi ko satana tum kaun to ab to bata do achha na kisi ko satana kabhi kabhi bada pyara lagta apno ko bhi tadpana jis chandarmukhi ki chamak se mere man ka khila tha kusum kya wahi to nahi ho tum mujhe kya malum jiske pyar me aatho pahar mai rahti hu aajkal gum kya wahi to nahi ho tum mujhe kya malum