SONG: Jisake Lie Tadape Ham, Yahi Hai Vo Saanjh Aur Saveraa - जिसके लिए तड़पे हम, यही है वो सांझ और सवेरा

Jisake Lie Tadape Ham, Yahi Hai Vo Saanjh Aur Saveraa - जिसके लिए तड़पे हम, यही है वो सांझ और सवेरा

LYRICS:
yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera janam-janam se andhera tha meri raho me ye baat kab thi bhala madbhari fizaao me saba bahaar ke dole me tumko laayi hai ke aaj saari khudaayi hai meri baanho me chala gaya gam ka vo andhera milan hua pyaar ka sunehara jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera tumhi chhupe the meri zindagi ke darpan me tumhaara pyaar sameta tha apne daaman me jale hai pyaar ke dipak bana dhua kaajal khile hai phul tamanna ke dil ke aangan me mila mujhe saath sang tera chamak utha hai nasib tera jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera yahi hai vo saanjh aur savera jiske liye tadape ham saara jivan bhar yahi hai vo saanjh aur savera