SONG: Jis Roz Se Humne Tera Deedar Kiya - जिस रोज से हमने तेरा दीदार किया

Jis Roz Se Humne Tera Deedar Kiya - जिस रोज से हमने तेरा दीदार किया

LYRICS:
jis roz se humne tera didar kiya jis roz se humne tera didar kiya allah kasam allah kasam dil ne tumhe pyar kiya allah kasam dil ne tumhe pyar kiya aankho me khushi hai hotho pe hansi hai dil jhum raha hai ye nayi bat huyi hai ye nayi bat huyi hai aankho me khushi hai hotho ki hansi hai dil jhum raha hai ye nayi bat huyi hai ye nayi bat huyi hai o jadu koi tumne mere dildar kiya jadu koi tumne mere dildar kiya allah kasam allah kasam dil ne tumhe pyar kiya allah kasam dil ne tumhe pyar kiya