SONG: Jis Mitti Me Khel Rahe Hai Bache - जिस मिट्टी में खेल रहे है बच्चे

Jis Mitti Me Khel Rahe Hai Bache - जिस मिट्टी में खेल रहे है बच्चे

LYRICS:
shama parwane ke jalne pe hasa karti hai aap parwana bane shama ye wo dharti hai jis mitti me khel rahe hai bache rajashthani us mitti ki tumhe sunata hu mai amar kahani tute fute mandir hai ye unki yadgaro ke dur dur bajte the danke jinki talwaro ke bapa rawal rana sanda parithvi raj chauhan jaan pe khel gaye sab saha na bhumi ka apman jai bolo is bhumi ki jis jayi panna bai apna beta de kar jisne umar ki ajan bachai ke ek sunaye ya so so kahani shama bankar kaise jal jal jate the parwane yahi hui hai barso pahle ek padmini rani poonam ka chanda bharta tha jiske samne pani poonam ka chanda bharta tha jiske samne pani holi ke din holi kheli rahi thi wo uske man ki nach rahi thi banke radhika bich me ek mastani