SONG: Jis Ladki Se Tumko - जिस लड़की से तुमको

Jis Ladki Se Tumko - जिस लड़की से तुमको

LYRICS:
ho jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage piche firna bhi yaar chahiye haye kudi ho rabba haye kudi haye kudi ho rabba haye kudi ho jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage pichhe firna bhi yaar chahiye kyunki ladki ko ladka fasata hai yahi nuska tumhe bar bar chahiye jis ladki se jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage pichhe firna bhi yaar chahiye haye kudi ho rabba haye kudi haye kudi ho rabba haye kudi haye jab wo gujare paas se to thandi sans bharo phul tod kar ek dali se chumo pyar karo haye jab wo hansde hansi samjh lo are hans kar chal de fansi samjh lo yunhi ladki ko ladka fasata hai yahi nuska tumhe bar bar chahiye jis ladki se jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage pichhe firna bhi yaar chahiye haye kudi ho rabba haye kudi haye kudi ho rabba haye kudi jab wo khidki khol ke dekhe baal sanwaro tum are honth daba kar jab wo palte siti maro tum are mud kar dekhe to muskura do koi filmi gana ga do yunhi ladki ko ladka fasata hai yahi nuska tumhe bar bar chahiye jis ladki se jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage pichhe firna bhi yaar chahiye haye kudi ho rabba haye kudi haye kudi ho rabba haye kudi are uske chhote bhai ko lekar khub ghumao tum isi bahane roj bahan ko pas bulao tum are hath pakad ke ke ke baah pakdna are dhire dhire sidhi chadhana yunhi ladki ko ladka fasata hai yahi nuska tumhe bar bar chahiye jis ladki se jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage pichhe firna bhi yaar chahiye haye kudi ho rabba haye kudi haye kudi ho rabba haye kudi are gali deve dekh ke tumko ya chappal dikhlaye are gussa karke ya pichhe se wo kutta daudaye are kutte yu yu yu uske khelo are jab bhinke chummi le lo yunhi ladki ko ladka fasata hai yahi nuska tumhe bar bar chahiye jis ladki se jis ladki se tumko pyar chahiye uske aage pichhe firna bhi yaar chahiye haye kudi ho rabba haye kudi haye kudi ho rabba haye kudi