SONG: Jis Karani Se Maalik Ruthe, O Maati Ke Putle - जिस करनी से मालिक रूठे, ओ माटी के पुतले

Jis Karani Se Maalik Ruthe, O Maati Ke Putle - जिस करनी से मालिक रूठे, ओ माटी के पुतले

LYRICS:
o mati ke putale itna na kar tu guman pal bhar ka tu mehman, mati ke putale tune prabhu ko dhan me dhundha kabhi na apne man me dhundha bhul gaya maya ke bande tujh me base bhagvan o mati ke putale itna na kar tu guman pal bhar ka tu mehman, mati ke putale maalik se kuch chupa nahi hai kaun hai jag me kaisa maalik to hai pyar ka bhukha log chadhaye paisa dhan ke lobhi ye na jane kya mange bhagvan o mati ke putale itna na kar tu guman pal bhar ka tu mehman, mati ke putale jag hai vo hi banane vala tu hai kaun mitane vala chhod de uspe sari bate o murakh insaan o mati ke putale itna na kar tu guman pal bhar ka tu mehman, mati ke putale