SONG: Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi - जिस दिन इस दुनिया से नफ़रत और खुदगर्जी मिट जाएगी

Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi - जिस दिन इस दुनिया से नफ़रत और खुदगर्जी मिट जाएगी

LYRICS:
o o o jis din is duniya se nafrat aur khudgarzi mit jayegi jis din is duniya se nafrat aur khudgarzi mit jayegi us roz ye insaan nachega us roz ye dharti gayegi us roz ye dharti gayegi is tukde par haq mera hai us chappe par haq tera hai is tukde par haq mera hai us chappe par haq tera hai is waham me jab tak hai duniya samjho ke dur savera hai jab dukh sukh sab mil baatenge aur ulfat saaz bajayegi us roz ye insaan nachega us roz ye dharti gayegi us roz ye dharti gayegi insaan ke dil me jab tak bhi takat ka nasha aur lalach hai insaan ke dil me jab tak bhi takat ka nasha aur lalach hai ye duniya jahnnaum hi hogi ye aaj bhi sach kal bhi sach hain jab apni apni mehanat hi sabki daulat kahlayegi us roz ye insaan nachega us roz ye dharti gayegi us roz ye dharti gayegi suraj ka ujala sabka hain chanda ki chandiyan sabki hain suraj ka ujala sabka hain chanda ki chandiyan sabki hain insaan abhi paida na hua tha reet ye kayam jab ki hain jab dwip ke badal bikhrenge aur preet kiran muskayengi us roz ye insaan nachega us roz ye dharti gayegi us roz ye dharti gayegi jis din is duniya se nafrat aur khudgarzi mit jayegi us roz ye insaan nachega us roz ye dharti gayegi us roz ye dharti gayegi